धोकेबाज़ Dhokebaaz Lyrics - Afsana Khan

LYRICS OF 'DHOKEBAAZ' IN HINDI: धोकेबाज़ The song is sung by Afsana Khan from VYRLOriginals. DHOKEBAAZ is a Mujra song, composed by Jaani, with lyrics written by Jaani. The music video of the track is picturised on Vivek Anand Oberoi and Tridha Choudhury.

Ho hum bade the masoom
Be-lihaaz ban gaye
Hum bade the masoom
Be-lihaaz ban gaye

Ho hum bade the masoom
Be-lihaaz ban gaye
Hum bade the masoom
Be-lihaaz ban gaye

Ho dhokhebaazon mein reh reh ke
Dhokhebaaz ban gaye
Ho dhokhebaazon mein reh reh ke
Dhokhebaaz ban gaye

Ho dhokhebaazon mein reh reh ke
Dhokhebaaz ban gaye
Ho hum bade the masoom

Arey koyi nahi iss duniya mein
Dil jisne apna toda nahi
Humein gairon ne bhi loota hai
Aur aapnon ne bhi chhoda nahi

Arey koyi nahi iss duniya mein
Dil jisne apna toda nahi
Humein gairon ne bhi loota hai
Aur aapnon ne bhi chhoda nahi

Hum logon ke liye toh
Swaad bann gaye
Hum logon ke liye toh
Swaad bann gaye

Ho dhokhebaazon mein reh reh ke
Dhokhebaaz ban gaye
Ho dhokhebaazon mein reh reh ke
Dhokhebaaz ban gaye

Ho dhokhebaazon mein reh reh ke
Dhokhebaaz ban gaye
Ho hum bade the masoom

Ho jannat mein rehne walon ke
Jahanum mein savere hai
Ho maine rang badalne seekh liye
Ab mere bhi lakhon chehre hai

Jannat mein rehne walon ke
Jahanum mein savere hai
Maine rang badalne seekh liye
Ab mere bhi lakhon chehre hai
Mere bhi lakhon chehre hai

Woh hum kal nahi the
Jo aaj ban gaye
Haan meri izzat pe jaani ji
Daag ban gaye

Ho dhokhebaazon mein reh reh ke
Dhokhebaaz ban gaye
Ho dhokhebaazon mein reh reh ke
Dhokhebaaz ban gaye
Ho hum bade the masoom.

धोकेबाज़ Lyrics in Hindi

हो हम बड़े थे मासूम
बे-लिहाज़ बन गये
हम बड़े थे मासूम
बे-लिहाज़ बन गये

हो हम बड़े थे मासूम
बे-लिहाज़ बन गये
हम बड़े थे मासूम
बे-लिहाज़ बन गये

हो धोखेबाज़ों में रह रह के
धोकेबाज़ बन गये
हो धोखेबाज़ों में रह रह के
धोकेबाज़ बन गये

हो धोखेबाज़ों में रह रह के
धोकेबाज़ बन गये
हो हम बड़े थे मासूम

अरे कोई नहीं इस दुनिया में
दिल जिसने अपना तोडा नहीं
हमें गैरों ने भी लूटा है
और अपनों ने भी छोड़ा नहीं

अरे कोई नहीं इस दुनिया में
दिल जिसने अपना तोडा नहीं
हमें गैरों ने भी लूटा है
और अपनों ने भी छोड़ा नहीं

हम लोगों के लिए तो
स्वाद बन गये
हम लोगों के लिए तो
स्वाद बन गये

हो धोखेबाज़ों में रह रह के
धोकेबाज़ बन गये
हो धोखेबाज़ों में रह रह के
धोकेबाज़ बन गये

हो धोखेबाज़ों में रह रह के
धोकेबाज़ बन गये
हो हम बड़े थे मासूम

हो जन्नत में रहने वालों के
जहनुम में सवेरे है
हो मैंने रंग बदलने सीख लिए
अब मेरे भी लाखों चेहरे है

जन्नत में रहने वालों के
जहनुम में सवेरे है
हो मैंने रंग बदलने सीख लिए
अब मेरे भी लाखों चेहरे है
मेरे भी लाखों चेहरे है

वो हम कल नहीं थे
जो आज बन गये
हाँ मेरी इज़्ज़त पे जानी जी
दाग बन गये

bharatlyrics.com

हो धोखेबाज़ों में रह रह के
धोकेबाज़ बन गये
हो धोखेबाज़ों में रह रह के
धोकेबाज़ बन गये
हो हम बड़े थे मासूम.

Dhokebaaz Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download