Dil Ka Diya Jalaa Ke Gaya Lyrics - Lata Mangeshkar

Dil Ka Diya Jalaa Ke Gaya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Akashdeep (1965). The music of Dil Ka Diya Jalaa Ke Gaya Dream track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Dil ka diya jala ke gaya
Yeh kaun meri tanahai mein
Dil ka diya jala ke gaya
Yeh kaun meri tanahai mein
Soye nagmein jaag uthhe
Hontho ki shahanayi mein
Dil ka diya jala ke gaya
Yeh kaun meri tanahai mein

bharatlyrics.com

Pyar aramaano ka dar
Khatkaye khwaab jaage aakho
Se milane ko aaye
Pyar aramaano ka dar
Khatkaye khwaab jaage aakho
Se milane ko aaye
Kitane saaye dol pade
Suni si angadayi mein
Dil ka diya jala ke gaya
Yeh kaun meri tanahai mein

Ek hi najar mein nikhar gayi main toh
Aaina jo dekha sawar gayi main toh
Ek hi najar mein nikhar gayi main toh
Aaina jo dekha sawar gayi main toh
Tan pe ujaala phail gaya
Pahali hi angadai mein
Dil ka diya jala ke gaya
Yeh kaun meri tanahai mein
Kapate labo ko main khol rahi hu
Bol nahi jaise ke bol rahi hu
Kapate labo ko main khol rahi hu
Bol nahi jaise ke bol rahi hu
Bol jo dubhe se hai kahi
Is dil ki gaherayi mai
Dil ka diya jala ke gaya
Yeh kaun meri tanahai mein
Dil ka diya.

Dil Ka Diya Jalaa Ke Gaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download