Dil Laya Main Lyrics - Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

Dil Laya Main lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur from Aandhi Aur Toofan (1964). Dil Laya Main Happy soundtrack was composed by Robin Banerjee with lyrics written by Farooq Qaiser.

Dil laya main
Dil laya main bacha
Ke punjab se
Dil laya main bacha
Ke punjab se
Kitna hai pyar dekho
Mujhko janab se
Rup layi main bachake
Rajsthan se
Rup layi main bachake
Rajsthan se
Kitna hai pyar dekho
Mujhe shri man se
Laya main punjab se
O rup layi main rajsthan se

bharatlyrics.com

Uljhe hai nain mere
Zulfo ke bal mein
Uljhe hai nain mere
Zulfo ke bal mein
Aag laga du main to
Shama ke jal mein
Aag laga du main to
Shama ke jal mein
Ab na jalana aankhiya milana
Tera hu diman se
Dil laya main
Dil laya main bacha
Ke punjab se
Kitna hai pyar dekho
Mujhe shri man se
Dil laya main bacha
Ke punjab se
O rup layi main rajsthan se

Dil to diya lekin
Duniya ka dar hai
Dil to diya lekin
Duniya ka dar hai
Pyar mein tere sanam
Thodi kasar hai
Pyar mein tere sanam
Thodi kasar hai
Karke ishare dil ke sahare
Maro na guman shri
Dil laya main
Dil laya main bacha
Ke punjab se
Kitna hai pyar dekho
Mujhe janab se
Rup layi main bachake
Rajsthan se
Rup layi main bachake
Rajsthan se
Kitna hai pyar dekho
Mujhe shri man se
Dil laya main punjab se
O rup layi main rajsthan se.

Dil Laya Main Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download