Irada Na Tha Aap Se Lyrics - Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

Irada Na Tha Aap Se lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur from Aandhi Aur Toofan (1964). Irada Na Tha Aap Se Happy soundtrack was composed by Robin Banerjee with lyrics written by Farooq Qaiser.

Irada na tha aap se pyar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Hamesha rahe lab pe inkar hi
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Irada na tha aap se pyar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Magar ho gaya dil yeh sarkar ka
Hamesha rahe lab pe inkar hi
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Maja tab hi aata hai ikrar ka
Irada na tha aap se pyar ka

bharatlyrics.com

Yeh mehfil nayi or yeh jalwe tere
Rahu hosh mein khuda na kare
Dua kar rahi hu yahi har gadi
Yeh najro ki bijli bhi mujpe gire
Yeh  mujpe gire
Nigaho mein thame najara nahi
Magar dil mein arman hai didar ka
Magar dil mein arman hai didar ka
Irada na tha

Tujhe kya batau main aye najabi
Hazaro mein lakho mein tu hai hasi
Yeh jame nazar ki kasam hai mujhe
Main pita hu lekin sharabi nahi
Sharabi nahi
Ghtaye na behla sakengi hume
Main deewana hu zulfen dildar ka
Main deewana hu zulfen dildar ka
Irada na tha.

Irada Na Tha Aap Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download