Din Patjhad Ke Ho Lyrics - Anuradha Paudwal, Manhar Udhas

Din Patjhad Ke Ho lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Manhar Udhas from Bahaar Aane Tak (1990). The music of Din Patjhad Ke Ho Love track is composed by Rajesh Roshan while the lyrics are penned by Mohan Sharma.

Din patjhad ke ya bahare ho
Majhdhar mein ho ya kinare ho
Din patjhad ke ya bahare ho
Majhdhar mein ho ya kinare ho
Aa mere sanam
Aa mere sanam wada karle
Hatho mein hath hamare ho
Hatho mein hath hamare ho

Din patjhad ke ya bahare ho
Majhdhar mein ho ya kinare ho
Aa mere sanam
Aa mere sanam wada karle
Hatho mein hath hamare ho
Hatho mein hath hamare ho

bharatlyrics.com

Is tarah se mujhe mein samaja tu
Jaise phool mein hai rang aur khusbu
Me tujhme chhup jau aise
Murli mein chhupe hai swar jaise
Uthe meri nagar jis waqt jaha ho o
Uthe meri nagar jis waqt jaha
Najaro mein tere najare ho
Aa mere sanam
Aa mere sanam wada karle
Hatho mein hath hamare ho
Hatho mein hath hamare ho

Asha ho safar ho ya ho muskil
Ek rah apni ek manzil
Rut khusiyo ki gham ka mausam
E ksath uthe jab uthe kadam
Jab pyar wafa ki bate ho o
Jab pyar wafa ki bate ho
Har juba pe naam hamare ho
Aa mere sanam
Aa mere sanam wada karle
Hatho mein hath hamare ho
Hatho mein hath hamare ho

Ye thandi hawa ye mast fiza
Sun sajna hamse kahti hai kya
Kahti hai na preet kabhi tute
Gham nahi agar duniya chhute
Phir lenge janam phir hoga milan
Phir lenge janam phir hoga milan
Har janam me sath tumhare ho
Aa mere sanam
Aa mere sanam wada karle
Hatho mein hath hamare ho
Hatho mein hath hamare ho

Din patjhad ke ya bahare ho
Majhdhar mein ho ya kinare ho
Aa mere sanam
Aa mere sanam wada karle
Hatho mein hath hamare ho
Hatho mein hath hamare ho.

Din Patjhad Ke Ho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download