Door Kahin Koi Rota Hai Lyrics - Jagjit Singh

Door Kahin Koi Rota Hai lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Samvedna (2002). Door Kahin Koi Rota Hai Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by .

Door kahin koi rota hai,
Tan par pehra, bhatak raha man,
Saathi hai kaival sunapan,
Bichud gaya kya savajan kisi ka,
Krandan sada karun hota hai,
Door kahin koi rota hai,

Janam divas par hum ithalate,
Kyu na maran tyohaar manate,
Aantim yatra ke avsar par,
Aasu ka aashkun hota hai,
Door kahin koi rota hai,

Aantar roye, aakh na roye,
Dhul jayege savapan sanjoye,
Chalna bhare vishwa mein,
Keval spana hi to sach hota hai,
Door kahin koi rota hai,

bharatlyrics.com

Is jeevan se mrityu bhali hai,
Aatankit jab gali gali hai,
Main bhi rota aaspaas jab,
Koi kahi nahi hota hai,
Door kahin koi rota hai
Door kahin koi rota hai.

Door Kahin Koi Rota Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download