Duniya Ki Aisi Tesi Lyrics - Asha Bhosle, Shabbir Kumar

Duniya Ki Aisi Tesi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Shabbir Kumar from Ilzaam (1986). The music of Duniya Ki Aisi Tesi Love track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Anjaan.

Aye pyar kiya hain pyar karege
Duniya se ab to hum na darege
Duniya ki aisi ki taisi
Arey duniya ki aisi ki taisi
Arey pyar kiya hain pyar karege
Duniya se ab to hum na darege
Duniya ki aisi ki taisi
Arey duniya ki aisi ki taisi
Dil diya dil liya to bura kya kiya
Hey pyar kiya hain pyar karege
Duniya se ab to hum na darege
Duniya ki aisi ki taisi
Arey duniya ki aisi ki taisi

Chhupke gunah to duniya kare
Pyar ke sar ilzam lage
Arey chhupke gunah to duniya kare
Pyar ke sar ilzam lage
Chal pe chal zamana chale
Tohamat yaar ke naam lage
Ha ab to bharam ye tut chuka hain
Ab to bharam ye tut chuka hain
Duniya ye duniya hain kaisi
Arey duniya ki aisi ki taisi
Dil diya dil liya to bura kya kiya
Ha pyar kiya hai pyar karege
Duniya se ab to hum na darege
Duniya ki aisi ki taisi
Arey duniya ki aisi ki taisi

Pyar ka kyu koi mol kare
Pyar to pyar hain soda nahin
Pyar ka kyu koi mol kare
Pyar to pyar hain soda nahin
Yaar ka pyar kharide yaha
Aisa huya koi paida nahin
Apne lahu ka soda kare ye
Apne lahu ka soda kare ye
Duniya ye duniya hain aisi
Arey duniya ki aisi ki taisi
Dil diya dil liya to bura
Kya kiya ha ha ha
Hey pyar kiya hain pyar karege
Duniya se ab to hum na darege
Duniya ki aisi ki taisi
Arey duniya ki aisi ki taisi

bharatlyrics.com

Pyar pe juram to hote rahe
Aaj nahin sadiyo se yaha
Pyar pe juram to hote rahe
Aaj nahin sadiyo se yaha
Pyar ye marke bhi zinda rahe
Pyar mita ye mita hain kaha
Hey suli chada de zinda jala de
Suli chada de zinda jala de
Zulamo ki parwah hain kaisi
Arey duniya ki aisi ki taisi
Dil diya dil liya to
Bura kya kiya ha ha ha
Hey pyar kiya hain pyar karege
Duniya se ab to hum na darege
Duniya ki aisi ki taisi
Arey duniya ki aisi ki taisi
Duniya ki aisi ki taisi
Arey duniya ki aisi ki taisi.

Duniya Ki Aisi Tesi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download