Duniya Mein Kitna Gham Hain Lyrics - Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz

Duniya Mein Kitna Gham Hain lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz from Amrit (1986). Duniya Mein Kitna Gham Hain Sad soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain
Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain
Logo ka gham dekha to mein
Apna gham bhul gayi
Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain
Logo ka gham dekha to mein
Apna gham bhul gaya
Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain

Koi ek hazaro mein
Shayad hi khus hota hain
Koi kisi ko rota hain
Koi kisi ko rota hain
Koi kisi ko rota hain
Koi kisi ko rota hain
Ghar ghar mein ye maatam hain
Mera gham kitna kam hain
Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain

bharatlyrics.com

Iska hain rang roop yahin
Isko jeevan kahete hain
Kabhi hasi aa jati hain kabhi
Ye aanso kahete hain
Kabhi hasi aa jati hain kabhi
Ye aanso kahete hain
Dukh sukh ka ye sangam hain
Mera gham kitna kam hain

Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain
Logo ka gham dekha to mein
Apna gham bhul gaya
Duniya mein kitna gham hain
Mera gham kitna kam hain.

Duniya Mein Kitna Gham Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download