Duniya Mein Tere Siwa Lyrics - Anuradha Paudwal, Udit Narayan

Duniya Mein Tere Siwa lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan from Aandhiyan (1989). The music of Duniya Mein Tere Siwa Romantic track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Anjaan.

Duniya mein tere siwa koi nahin hain mera
Tere bina kya hoon main kya hain meri zindagi
Ye zindagi to meri hain naam tere likhi
Duniya mein sanse juda teri meri dosti
Geeto ki tarah hotho pe tu hain
Dhadkan mein tu hain sanso mein tu hain
Duniya mein tere siwa koi nahin hain mera
Tere bina kya hu main kya hai meri zindagi

bharatlyrics.com

Jaan se jyada tune mujhe pyar kiya hain
Jaan se jyada tune mujhe pyar kiya hain
Rab se jyada tujhpe etbar kiya hain
Suraj mein jab tak chamak hai
Jab tak hain ye din rat
Ek pal bhi hum na door na
Har pal rahe sath sath
Duniya mein tere siwa koi nahin hain mera
Tere bina kya hoon main kya hain meri zindagi
Ye zindagi to meri hain naam tere likhi
Duniya mein sanse juda teri meri dosti

Ji karta hain har pal tujhe dekhti rahu
Ji karta hain har pal tujhe dekhti rahu
Tujhko dekhe bin main ek pal ji na saku
Mausam na badle to kya aaye na aaye bahar
Duniya rahe ya na rahe zinda rahega ye pyar
Duniya mein tere siwa koi nahin hain mera
Tere bina kya hoon main kya hain meri zindagi
Ye zindagi to meri hai naam tere likhi
Duniya mein sanse juda teri meri dosti
Geeto ki tarah hotho pe tu hain
Dhadkan mein tu hai sanso mein tu hain
Duniya mein tere siwa koi nahin hain mera
Tere bina kya hu main kya hai meri zindagi.

Duniya Mein Tere Siwa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download