Ek Din Aur Gaya Lyrics - Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Ek Din Aur Gaya lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Door Ka Raahi (1971). The music of Ek Din Aur Gaya Sad track is composed by Kishore Kumar while the lyrics are penned by Irshad Kamil.

Ek din aur gaya
Aaye ruke na ruka
Chhaya andhiyara
Aaj bhi naav na aayi
Aaya na khevan hara
Ek din aur gaya
Aaye ruke na ruka
Chhaya andhiyara
Aaj bhi naav na aayi
Aaya na khevan hara
Ek din aur gaya

bharatlyrics.com

Kali nagin si giri
Rehna kajrari
Sehmi sehmi si hai
Nagari hamari
Kali nagin si giri
Rehna kajrari
Sehmi sehmi si hai
Nagari hamari
Deke awaz thaka
Ho o deke awaz thaka
Man dukhiyara
Aaj bhi naav na aayi
Aaya na khevan hara
Ek din aur gaya
Aaye ruke na ruka
Chhaya andhiyara
Aaj bhi naav na aayi
Aaya na khevan hara
Ek din aur gaya

Phir wahi raat kathin
Chhup gaye tare
Phir wahi raat kathin
Chhup gaye tare
Abhi se bujne lage
Deep hamare
Dur badi dur savera
Dur badi dur ujala
Dur badi dur savera
Dur badi dur ujala
Dur hai aahshao ka
Dur kinara
Aaj bhi naav na aayi
Aaya na khevan hara
Ek din aur gaya
Aaye ruke na ruka
Chhaya andhiyara
Aaj bhi naav na aayi
Aaya na khevan hara
Ek din aur gaya
Aaye ruke na ruka
Ek din aur gaya.

Ek Din Aur Gaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *