Ek Main Aur Ek Tu Lyrics - Hariharan, Jaspinder Narula

Ek Main Aur Ek Tu lyrics, the song is sung by Hariharan, Jaspinder Narula from Daayraa (1997). The music of Ek Main Aur Ek Tu Romantic track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).

Ek main aur ek tu
Ek main aur ek tu
Seeti ki surili guftghu
Tara ti tara ti tara ruu
Tara ti tara ti tara ruu
Ek main aur ek tu
Seeti ki surili guftghu
Tara ti tara ti tara ruu
Tara ti tara ti tara ruu

Chhat pe baithe pancchi ne
Pukaara thaa
Humne samja seeti ka
Ishara thaa
Chhat pe baithe pancchi ne
Pukaara thaa
Humne samja seeti ka
Ishara thaa
Dil tarah tarah ke soor lagata hai
Jaan bujh ke fareb khata hain
Tere koch mein kab aayi aabaru
Ek main aur ek tu
Aye seeti ki surili guftghu
Tara ti tara ti tara ruu
Tara ti tara ti tara ruu

bharatlyrics.com

Saans tez hain bukhar to nahi
Nabz dekhana hi pyar to nahi
Saans tez hain bukhar to nahi
Nabz dekhana hi pyar to nahi
Pyar mein ajeeb ye rivaaz hain
Rog bhi wahi jo ilaaz hain
Baar baar marne ki hain aarzoo
Ek main aur ek tu
Aye seeti ki surili guftghu
Tara ti tara ti tara ruu
Tara ti tara ti tara ruu

Tum ho aur nadi ka ek kinaara ho
Sama tumhari baato jaisa pyara ho
Tum ho aur nadi ka ek kinaara ho
Sama tumhari baato jaisa pyara ho
Khwaisho ki aag taape raat bhar
Bas tumhara naam jaape raat bhar
Door ik fakeer gaaye allah hoon
O ek main aur ek tu
Aye seeti ki surili guftghu
Tara ti tara ti tara ruu
Tara ti tara ti tara ruu
Tara ti tara ti tara ruu
Tara ti tara ti tara ruu.

Ek Main Aur Ek Tu Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download