Ek Nai Subah Ka Paigam Lyrics - Mohammed Aziz

Ek Nai Subah Ka Paigam lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Suryaa: An Awakening (1989). Ek Nai Subah Ka Paigam Motivational soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Hasan Kamal.

Ek nayi subah ka
Paigam lekar ayega suryaa
Aasma ka dharti ko
Salam lekar ayega suryaa
Ek nayi subah ka
Paigam lekar ayega suryaa
Aasma ka dharti ko
Salam lekar ayega suryaa
Suryaa

Umar is andheri ki raat bhar hain
Hone hi wali pal mein sahar hain
Sathi o himmat na har jana
Char kadam bas aur sahar hain
Asha ka sahar tere
Naam lekar ayega suryaa
Aasma ka dharti ko
Salam lekar ayega suryaa
Suryaa

bharatlyrics.com

Aayegi insaf ki hukmarani
Apna bahega khun hokar pani
Uth roshni ka lahrade parcham
Uth roshni ka lahrade parcham
Kar de nayi ye duniya purani
Teri kurbani ka
Inam lekar ayega suryaa
Aasma ka dharti ko
Salam lekar ayega suryaa
Suryaa

Jo hal chalaye uski zamee ho
Ye faisla ho aaj aur yahi ho
Kab tak hua karam apna hoga
Mehanat kahi aur daulat kahi ho
Ye hukam duniya ke
Naam lekar ayega suryaa
Aasma ka dharti ko
Salam lekar ayega suryaa
Ek nayi subah ka
Paigam lekar ayega suryaa
Aasma ka dharti ko
Salam lekar ayega suryaa
Suryaa.

Ek Nai Subah Ka Paigam Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *