Ek Paon Chal Raha Alag Alag Lyrics - Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Ek Paon Chal Raha Alag Alag lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Kal Aaj Aur Kal (1971). Ek Paon Chal Raha Alag Alag Sad soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Gopaldas Saxena (Neeraj).

Dekhiye to kya ajib haal hai
Sochiye to kya ajib baat hai
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai

Dekhiye to kya ajib haal hai
Sochiye to kya ajib baat hai
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai

bharatlyrics.com

Ek dhaal is kadar phali
Har ek paat phul ban gaya
Ek dhaal is kadar phali
Har ek paat phul ban gaya
Ek dhaal is kadar magar luthi
Ek ek  phul phul dhul ban gaya

Aaj aur kal ki dhup chhon mein
Isliye samay ke sune gaon mein
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai

Ek hawa chali ke jhum utha chaman
Ek hawa chali ke sab ujhad gaya
Ek kadam uthate raah mil gayi
Ek madam uthte path bichad gaya
Ek hawa chali ke jhum utha chaman
Ek hawa chali ke sab ujhad gaya
Ek kadam uthate raah mil gayi
Ek madam uthte path bichhad gaya
Isliye dilo ki jeet haar mein
Isliye isliye kisi ke pyaar mein

Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai
Sochiye to kya ajib baat hai
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai.

Ek Paon Chal Raha Alag Alag Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download