Ek Raaz Hain Mere Seene Mein Lyrics - Alka Yagnik, Mangal Singh

Ek Raaz Hain Mere Seene Mein lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Mangal Singh from Zakhmo Ka Hisaab (1993). The music of Ek Raaz Hain Mere Seene Mein Masti track is composed by while the lyrics are penned by Anwar Sagar.

Ek raaz hain mere seene mein,
Ek raaz hain mere seene mein ek raaz
Ek raaz hain mere seene mein,
Ek raaz hain mere seene mein ek raaz
Jo khul gaya yaro to alha hi jane
Phir kya kya hoga mahfil mein
Ek raaz hain mere seene mein,
Ek raaz hain mere seene mein ek raaz
Jo khul gaya yaro to alha hi
Jane phir kya kya hoga mahfil mein
Ek raaz hain mere seene mein,
Ek raaz hain mere seene mein ek raaz

Paw ki meri payaliya
Kuch kahne ko tadpe
Paw ki meri payaliya
Kuch kahne ko tadpe
Bindiya chudi kagna bhi
Kuch kahne ko tarse
Bindiya chudi kagna bhi
Kuch kahne ko tarse
Kaise samjhau in sabko yeh nadani
Kar na baithe yeh deewane hai
Lab khol diye jo to alha hi jane
Phir kya kya hoga mahfil mein
Ek raaz hain mere seene mein,
Ek raaz hain mere sine mein ek raaz

bharatlyrics.com

Jadu ki ye chadi hai chhoti kam bade iske
Jadu ki ye chadi hai chhoti kam bade iske
Woh insa bahdar ban jaye yeh ghume jispe
Pyar bhi jahar bhi hain dono jisme
Ye sola hai ye sabnam hai ye chingari hai
Jo chal gaya jadu to alha hi jane
Phir kya kya hoga mahfil mein
Ek raaz hain mere seene mein,
Ek raaz hain mere sine mein ek raaz
Ek raaz hain mere seene mein,
Ek raaz hain mere sine mein ek raaz
Jo khul gaya yaro to alha hi
Jane phir kya kya hoga mahfil mein
Ek raaz hain mere seene mein,
Ek raz hain mere sine mein ek raaz.

Ek Raaz Hain Mere Seene Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download