Fariyad Hai Tumse Meri Lyrics - Anuradha Paudwal

Fariyad Hai Tumse Meri lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Nek Parveen (1982). The music of Fariyad Hai Tumse Meri Sad track is composed by Iqbal Qureshi while the lyrics are penned by Naeem Ajmeri (Naeem Shamim Ajmeri).

Qayamat aa gayi
Apno me bhi
Aaj muh ko moda hai
Mujhe is badnsibi ne
Kaha pe lake choda hai
Fariyad hai tumse
Meri ya shahe madina
Fariyad hai tumse
Meri ya shahe madina
Dube na sakina
Mera dube na sakina
Fariyad hai tumse
Meri ya shahe madina

Mangi khushi to or
Khtawar ban gayi
Dunia ki mai najar
Me gunehgar ban gayi
Rashme dua ke chehre
Ki deewar ban gayi
Dunia ne mera sab
Rasta aaj hai china
Ya shahe madina
Dube na sakina
Mera dube na sakina
Fariyad hai tumse
Meri ya shahe madina

Mera suhag ujada
Chaman bhi to jal gaya
Mehandi ka rang nur
Bhi ashko me dhul gaya
Mujhko bhawar me
Chhod kar manjhi nikal gaya
Aaho se hila du
Kahi arsh ka jina
Ya shahe madina
Dube na sakina
Mera dube na sakina
Fariyad hai tumse
Meri ya shahe madina

bharatlyrics.com

Deti hu tumhe aali
Payambar ka wasta
Masum se ashwar
Ali akbar ka wasta
Jiske wasul dohrati
Kazi ka wasta
Aao madad ko meri
Ye muskil hua jina
Ya shahe madina
Dube na sakina
Mera dube na sakina
Fariyad hai fariyad
Hai fariyad hai
Fariyad hai tumse
Meri ya shahe madina.

Fariyad Hai Tumse Meri Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download