Saj Dhaj Ke Samjhane Lyrics - Mohammed Rafi

Saj Dhaj Ke Samjhane lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Nek Parveen (1982). Saj Dhaj Ke Samjhane Love soundtrack was composed by Iqbal Qureshi with lyrics written by Naeem Ajmeri (Naeem Shamim Ajmeri).

Saj dhaj ke samjhane aaye
Or hume bahkane aaye
Or hume bahkane aaye
Saj dhaj ke samjhane

Begano ki bhid lagi hai
Begano ki bhid lagi hai
Begano ki bhid lagi hai
Bhid lagi hai
Tum jane pahchane aaye
Tum jane pahchane aaye
Or hume bahkane aaye
Saj dhaj ke samjhane

Uth uth ke jhukti hai nigahe
Jhuk jhuk ke uthti hai nigahe
Uth uth ke jhukti hai nigahe
Jhuk jhuk ke uthti hai nigahe
Haye nigahe
Tham tham ke paymane aaye
Tham tham ke paymane aaye
Or hume bahkane aaye
Saj dhaj ke samjhane

Wo pahlu me dard ki surat
Wo pahlu me dard ki surat
Wo pahlu me dard ki surat
Dard ki surat
Jab aaye tadpane aaye
Jab aaye tadpane aaye
Or hume bahkane aaye
Saj dhaj ke samjhane

bharatlyrics.com

Aap sarafa ek
Qayamat ek qayamat
Haye kayamat
Aap sarafa ek
Qayamat ek qayamat
Or kayamat dhane aaaye
Or kayamat dhane aaaye
Saj dhaj ke samjhane aaye
Saj dhaj ke samjhane.

Saj Dhaj Ke Samjhane Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download