Gajab Ka Hain Din Lyrics - Alka Yagnik, Udit Narayan

Gajab Ka Hain Din lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Qayamat Se Qayamat Tak (1988). Gajab Ka Hain Din Love soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Gazab ka hai din soncho zara
Ye deewanapan dekho zara
Tum ho akele hum bhi akele
Maza aa raha hai
Kasam se kasam se
Gazab ka hai dinsoncho zara
Ye deewanapan dekho zara
Tum ho akele hum bhi akele
Maza aa raha hai
Kasam se, kasam se

Dekh lo hum ko kareeb say
Aaj hum mile hain naseeb say
Dekh lo hum ko kareeb say
Aaj hum mile hain naseeb say
Ye pal fir kahaa
Aaur ye manjil fir kahaa
Gazab ka hai din soncho zara
Ye deewanapan dekho zara
Tum ho akele hum bhi akele
Maza aa raha hai
Kasam se, kasam se

bharatlyrics.com

Kyaa kahoo meraa jo haal hai
Raat din tumhaaraa khayaal hai
Ho kyaa kahoo meraa jo haal hai
Raat din tumhaaraa khayaal hai
Fir bhi jaane jaan
Main kahaan aur tum kahaan
Ho gazab ka hai din soncho zara
Ye deewanapan dekho zara
Tum ho akele hum bhi akele
Maza aa raha hai
Kasam se, kasam se.

Gajab Ka Hain Din Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download