Gham E Aashiyana Satayega Kab Tak Lyrics - Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Gham E Aashiyana Satayega Kab Tak lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from 1857 (1946). Gham E Aashiyana Satayega Kab Tak Sad soundtrack was composed by Sajjad Hussain with lyrics written by Mohan Singh.

Gham e aashiyana
Satayega kab tak
Satayega kab tak
Mujhe mera dil
Yun rulayega kab tak
Mujhe mera dil
Yun rulayega kab tak
Gham e aashiyana
Satayega kab tak
Rulayega kab tak

bharatlyrics.com

Bana kar bigade hai
Ghar tune lakho
Bana kar bigade hai
Ghar tune lakho
Falak yeh tamashe
Dikhayega kab tak
Falak yeh tamashe
Dikhayega kab tak
Gham e aashiyana
Satayega kab tak
Rulayega kab tak

Sitam aaj karte hai
Insaan pe insaan
Sitam aaj karte hai
Insaan pe insaan
Tu insaan ko insaan
Banayega kab tak
Tu insaan ko insaan
Banayega kab tak
Gham e aashiyana
Satayega kab tak
Rulayega kab tak

Teri aaj duniya
Jahannum bani hai
Teri aaj duniya
Jahannum bani hai
Jahannum bani hai
Tu shane khudayi
Chhipayega kab tak
Satayega kab tak
Mujhe mera dil
Yun rulayega kab tak
Mujhe mera dil
Yun rulayega kab tak
Gham e aashiyana
Satayega kab tak
Rulayega kab tak.

Gham E Aashiyana Satayega Kab Tak Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download