Ghir Ghir Ke Aayi Badariya Lyrics - Lata Mangeshkar

Ghir Ghir Ke Aayi Badariya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Ek Thi Ladki (1949). Ghir Ghir Ke Aayi Badariya Sad soundtrack was composed by Vinod with lyrics written by Aziz Kashmiri.

Ghir ghir ke aayi hai
Badariya sajanva na ja
Ghir ghir ke aayi hai
Badariya sajanva na ja
Rote hai nain banware inhe samjha ja
Rote hai nain banware inhe samjha ja
Ghir ghir ke aayi hai
Badariya sajanva na ja

Pehle to aas dilai
Ab phir kyun aakh charayi
Pehle to aas dilai
Ab phir kyun aakh charayi
Hatho mein hath diya hai laaz nibha ja
Hatho mein hath diya hai laaz nibha ja
Rote hai nain banware inhe samjha ja
Ghir ghir ke aayi hai
Badariya sajanva na ja
Ghir ghir ke aayi hai
Badariya sajanva na ja

bharatlyrics.com

Aankhe fariyad karengi
Ro ro kar yaad karengi
Aankhe fariyad karengi
Ro ro kar yaad karengi
Aankho ki bhul balma aake bata ja
Aankho ki bhul balma aake bata ja
Rote hai nain banware inhe samjh ja
Ghir ghir ke aayi hai
Badariya sajanva na ja
Ghir ghir ke aayi hai
Badariya sajanva na ja.

Ghir Ghir Ke Aayi Badariya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download