Gokul Ki Ek Naar Chhabeeli Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Gokul Ki Ek Naar Chhabeeli lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Veena (1948). Gokul Ki Ek Naar Chhabeeli Happy soundtrack was composed by Anil Krishna Biswas with lyrics written by Swami Ramanand Saraswati.

Gokul ki ek naar chhabeeli
Jamuna tat par aayi re
Jamuna tat par aayi
Gokul ki ek naar chhabeeli
Jamuna tat par aayi re
Jamuna tat par aayi

Gora badan aur patli kamariya
Gora badan aur patli kamariya
Chal chlat ithlayi re
Gora badan aur patli kamariya
Chal chlat ithlayi re
Pag payal ne
Runujhunu runujhunu
Pag payal ne
Pag payal ne
Runujhunu runujhunu
Mithe sur me gayii re
Gokul ki ek naar chhabeeli
Jamuna tat par aayi re

Purwaiya ne chhed ke sadi
Sar se kuch sarkayi re
Purwaiya ne chhed ke sadi
Sar se kuch sarkayi re
Choti khul ke lharayi hai
Choti khul ke lharayi hai
Jyu nagan balkhayi re
Gokul ki ek naar chhabeeli
Jamuna tat par aayi re

bharatlyrics.com

It ut dhundhe apne pi ko
It ut dhundhe apne pi ko
Sudh budh kuch bisarayi re
Mano radhe prem ki murat
Aye ji mano radhe prem ki murat
Dhundhe krishan kahnayi re
Gokul ki ek naar chhabeeli
Jamuna tat par aayi re
Jamuna tat par aayi.

Gokul Ki Ek Naar Chhabeeli Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download