Gori Zara Mukhde Se Ghoonghat Lyrics - Asha Bhosle

Gori Zara Mukhde Se Ghoonghat lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Miss India (1957). The music of Gori Zara Mukhde Se Ghoonghat Marriage track is composed by Sachin Dev Burman while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Gori zara mukhde se
Ghoonghat hatao na
Aisa bhi kya hai
Suratiya dikhao na
Gori zara
Gori zara mukhde se
Ghoonghat hatao na
Aisa bhi kya hai
Suratiya dikhao na
Na na na

Shadi se pahle sawere sawere
Teri gali ke lagate the fere
Shadi se pahle sawere sawere
Teri gali ke lagate the fere
Yaad karo
Yaad karo biti wo
Batiya bhulao na
Bhulao na
Gori zara
Gori zara mukhde se
Ghoonghat hatao na
Aisa bhi kya hai
Suratiya dikhao na
Na na na

Ho yaad karo ek din
ambua ke ped tale
Dholak ke sang sang
Nachi thi sham dhale
Yad karo
Ho yaad karo ek din
Ambua ke ped tale
Dholak ke sang sang
Nachi thi sham dhale
Bachpan ke
Bachpan ke geet wahi
Firse sunao na
Gori zara
Gori zara mukhde se
Ghoonghat hatao na
Aisa bhi kya hai
Suratiya dikhao na
Na na na

bharatlyrics.com

Kahe ko aayi ye jalim jawani
Bhul gayi ek dum
Wo batiya purani
Kahe ko aayi ye jalim jawani
Bhul gayi ek dum
Wo batiya purani
Isse to acha hai
Maike chali jao na
Na na na
Gori zara mukhde se
Ghoonghat hatao na
Aisa bhi kya hai
Suratiya dikhao na
Na na na.

Gori Zara Mukhde Se Ghoonghat Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download