Maalik Ne Haath Kahe Lyrics - Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Maalik Ne Haath Kahe lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Miss India (1957). Maalik Ne Haath Kahe Happy soundtrack was composed by Sachin Dev Burman with lyrics written by Rajendra Krishan.

Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye

Uthaye ja o chhokri ye zindagi ki tokri
Uthaye ja o chhokri ye zindagi ki tokri
Rozi halal ki mehnat ki nokri
Rozi halal ki mehnat ki nokri
Khana kharab hai jo mile bekaam ke
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye

bharatlyrics.com

Rukhi sukhi khayenge pasina bahayenge
Rukhi sukhi khayenge pasina bahayenge
Kahe kisi ki gulami uthayenge
Kahe kisi ki gulami uthayenge
Banda jo apni kamai ki khaye piye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye

Zarurat hai kar ki na resham ke tar ki
Zarurat hai kar ki na resham ke tar ki
Pahli bukh pet ki duji hai pyar ki
Pahli bukh pet ki duji hai pyar ki
Mehnat ke bad chale hatho me hath liye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye
Maalik ne haath kahe do do diye
Tu kaam kare pet bhare jab tak jiye.

Maalik Ne Haath Kahe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download