Had Se Zayada Sanam Lyrics - Shreya Ghoshal, Sonu Nigam

Had Se Zayada Sanam Lyrics - Shreya Ghoshal, Sonu Nigam

Had Se Zayada Sanam lyrics, the song is sung by Shreya Ghoshal, Sonu Nigam from Rakht (2004). The music of Had Se Zayada Sanam Love track is composed by Naresh Sharma while the lyrics are penned by Deepak Sneh.

Chaahta hun tujhe sochta hun
Tujhe har lamha har jagaah
Dekhta hun tujhe
Tune mujhko yun beqaarar kiya
Beqaraar kiya beqaraar kiya
Hadd se zyaada sanam
Tujhse pyaar kiya
Hadd se zyaada sanam
Tujhse pyaar kiya
Chaahti hun tujhe sochti hun
Tujhe har lamha har jagaah
Dekhti hun tujhe
Tune mujhko yun beqaraar kiya
Beqaraar kiya beqaraar kiya
Hadd se zyaada sanam
Tujhse pyaar kiya
Hadd se zyaada sanam
Tujhse pyaar kiya
Na samjha na jaana
Kyun huwa diwaana
Teri dhun mein jaanam
Khud se hun begaana
Na samjha na jaana
Kyun huwa diwaana
Teri dhun mein jaanam
Khud se hun begaana
Khud se hun begaana

bharatlyrics.com

Tera khwaabon mein deedaar kiya
Tera khwaabon mein deedaar kiya
Hadd se zyaada sanam
Tujhse pyaar kiya
Hadd se zyaada sanam
Tujhse pyaar kiya
Teri yaad aaye ab raha na jaaye
Khayaalon mein mere
Tuhi muskuraaye
Teri yaad aaye ab raha na jaaye
Khayaalon mein mere
Tuhi muskuraaye
Tuhi muskuraaye
Pal pal tera intezaar kiya
Pal pal tera intezaar kiya
Hadd se zyaada sanam
Tujhse pyaar kiya
Hadd se zyaada sanam
Tujhse pyaar kiya
Chaahta hun tujhe
Sochta hun tujhe

Har lamha har jagaah
Dekhti hun tujhe
Tune mujhko yun beqaarar kiya
Beqaraar kiya beqaraar kiya
Hadd se zyaada sanam
Tujhse pyaar kiya
Hadd se zyaada sanam
Tujhse pyaar kiya
Hadd se zyaada sanam
Tujhse pyaar kiya
Hadd se zyaada sanam
Tujhse pyaar kiya.

Had Se Zayada Sanam Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

Leave a Reply