Ham To Jate Apne Gaon Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Ham To Jate Apne Gaon lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Diwana (1968). The music of Ham To Jate Apne Gaon Happy track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Mubaarak dene aaye the
Mubaarak de ke jate hai
Mila hai bahut kuchh sine
Mein jo ham le ke jate hai

bharatlyrics.com

Ham to jate apne gaon
Apni raam raam raam
Ham to jate apne gaon
Apni raam raam raam
Apni raam raam raam
Sabko raam raam raam
Apni raam raam raam
Sabko raam raam raam
Ham to jate apne gaon
Apni raam raam raam
Sabko raam raam raam

Kabhi jo kah na paaye baat
Wo hothon pe ab aayi
Hothon pe ab aayi
Kabhi jo kah na paaye baat
Wo hothon pe ab aayi
Hothon pe ab aayi
Adaalat uth chuki hai abb
Karega kaun sunvaai
Karega kaun sunvaai
Ham to jate apne gaon
Apni raam raam raam
Sabko raam raam raam
Apni raam raam raam
Ham to jate apne gaon
Apni raam raam raam
Sabko raam raam raam

Hui ho bhul koi to use
Dil se bhula dena
Use dil se bhula dena
Hui ho bhul koi to use
Dil se bhula dena
Use dil se bhula dena
Koi deewana tha baaton
Pe uski dhyan kya dena
Dhyan kya dena
Ham to jate apne gaon
Apni raam raam raam
Apni raam raam raam
Sabko raam raam raam
Ham to jate apne gaon
Apni raam raam raam
Sabko raam raam raam.

Ham To Jate Apne Gaon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download