Tumko Sanam Pukar Ke Lyrics - Sharda Rajan Iyengar

Tumko Sanam Pukar Ke lyrics, the song is sung by Sharda Rajan Iyengar from Diwana (1968). The music of Tumko Sanam Pukar Ke Sad track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Tumko sanam pukar ke
Chal de na din bahar ke
Aaja tadapte hai hum
Aa bhi ja tadapte hai hum
Tumko sanam pukar ke
Chal de na din bahar ke
Aaja tadapte hai hum
Aa bhi ja tadapte hai hum

Tum bin to is jahan mein
Koi nahi humara
Bas ye ek aash tumse
Ek aashara tumhara
Bas ye ek aash tumse
Ek aashara tumhara
Tumko sanam pukar ke
Chal de na din bahar ke
Aaja tadapte hai hum
Aa bhi ja tadapte hai hum

bharatlyrics.com

Ye baat apne dil ki
Hum kahe na paye tumse
Lekin chhupa hi kya hai
Jo dil chhupaye tumse
Lekin chhupa hi kya hai
Jo dil chhupaye tumse
Tumko sanam pukar ke
Chal de na din bahar ke
Aaja tadapte hai hum
Aa bhi ja tadapte hai hum
Tumko sanam pukar ke
Chal de na din bahar ke
Aaja tadapte hai hum
Aa bhi ja tadapte hai hum.

Tumko Sanam Pukar Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download