Hamein Ab Ye Jeena Ghawara Lyrics - G. M. Durrani

Hamein Ab Ye Jeena Ghawara lyrics, the song is sung by G. M. Durrani from Khel (1950). Hamein Ab Ye Jeena Ghawara Sad soundtrack was composed by Sajjad Hussain with lyrics written by Behzad Lucknavi.

Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai

Bahut unko chaaha ke
Apna banaayein
Apna banaayen
Bahut unko chaaha ke
Apna banaayein
Apna banaayen
Muqadaar ko lekin
Gawaara nahin hai
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai

bharatlyrics.com

Mohabbat mein aisa
Koi din na guzra
Mohabbat mein aisa
Koi din na guzra
Jise hamne rokar
Guzaara nahin hai
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai

Na kyun jaan de de wo
Kismat ka maara
Kismat ka maara
Na kyun jaan de de wo
Kismat ka maara
Kismat ka maara
Zamaane mein jiska
Sahaara nahin hai
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai.

Hamein Ab Ye Jeena Ghawara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download