Wo Aayenge Lyrics - Shamshad Begum

Wo Aayenge lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Khel (1950). Wo Aayenge Romantic soundtrack was composed by Sajjad Hussain with lyrics written by Zia Sarhadi.

Wo aayenge
Wo aayenge
Wo aayenge
Suna hai aaj aayenge
Gagan ki neeli neeli odhni ko
Sar pe odh ke
Jhuka ke sar
Kisi se hum kahenge
Haath jod ke
Gagan ki neeli neeli odhni ko
Sar pe odh ke
Jhuka ke sar
Kisi se hum kahenge
Haath jod ke
Ke aap hamko chhod ke
Hamaare dil ko tod ke
Kahin to phir na jaayenge
Kahin to phir na jaayenge

bharatlyrics.com

Sitaarey dagmaga gaye
Zameen ka chaand dekh kar
Sitaarey dagmaga gaye
Zameen ka chaand dekh kar
Tadap ke saare reh gaye
Mili nazar se jab nazar
Jab aasmaan pe rehne waale
Taaron ka ye haal hai
To apni kya majaal hai
Ke dil ki baat keh saken
Ke dil ki baat keh saken
Nazar ke teer seh saken
Wo teer aise teer hain
Ke dil ko cheer jaayenge
Ke dil ko cheer jaayenge

Wo aayenge
Wo aayenge
Wo aayenge
Suna hai aaj aayenge
Gagan ki neeli neeli odhni ko
Sar pe odh ke
Jhuka ke sar
Kisi se hum kahenge
Haath jod ke
Ke aap hamko chhod ke
Hamaare dil ko tod ke
Kahin to phir na jaayenge
Kahin to phir na jaayenge.

Wo Aayenge Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download