Hamein Tadpa Gaya Lyrics - Chitra Singh (Chitra Dutta)

Hamein Tadpa Gaya lyrics, the song is sung by Chitra Singh (Chitra Dutta) from Jab Tumko Wafaa Na Aaye (2014). Hamein Tadpa Gaya Happy soundtrack was composed by Afsar (Afsar - Sajid), Sajid (Afsar - Sajid) with lyrics written by Azim Malik.

Kyun hamare khwaab
Mein tu aa gaya
Kyun hamare khwaab
Mein tu aa gaya
Hum sukoon se the
Hamein tadpa gaya
Hum sukoon se the
Hamein tadpa gaya
Tadpa gaya
Kyun hamare khwaab
Mein tu aa gaya
Hum sukoon se the
Hamein tadpa gaya
Hum sukoon se the
Hamein tadpa gaya
Tadpa gaya

bharatlyrics.com

Gin ke taare kaat
Lete raat hum
Gin ke taare kaat
Lete raat hum
Tu bikhar kar aasman
Par chha gaya
Tu bikhar kar aasman
Par chha gaya
Hum sukoon se the
Hamein tadpa gaya
Tadpa gaya
Kyun hamare khwaab
Mein tu aa gaya
Hum sukoon se the
Hamein tadpa gaya
Hum sukoon se the
Hamein tadpa gaya
Tadpa gaya

Bhar chali thi zakhm
Jo bhi khil gaye
Bhar chali thi zakhm
Jo bhi khil gaye
Tu nazar ke teer
Kyun barsaa gaya
Tu nazar ke teer
Kyun barsaa gaya
Hum sukoon se the
Hamein tadpa gaya
Tadpa gaya
Kyun hamare khwaab
Mein tu aa gaya
Hum sukoon se the
Hamein tadpa gaya
Hum sukoon se the
Hamein tadpa gaya
Tadpa gaya.

Hamein Tadpa Gaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download