Har Mehfil Mein Lyrics - Vinod Rathod

Har Mehfil Mein lyrics, the song is sung by Vinod Rathod from Lashkar (1989). Har Mehfil Mein Dance soundtrack was composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod with lyrics written by Anwar Sagar.

Har mehfil mein
Mera darza aam hua hain
Ha saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hai
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hain
Koi kya jaane
Kya mera anjaam hua hain
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hain
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hain
Har mehfil mein

bharatlyrics.com

Sholo pe chalta hoon main muskurake
Sholo pe chalta hoon main muskurake
Hasta hoon apne lahu ko bahake
Jo mujhse takrane aata hain yaaro
Nahi zinda bach ke wo jata hain yaaro
Nahi zinda bach ke wo jata hain yaaro
Meri takat se har
Dushman nakam hua hain
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hain
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hain
Har mehfil mein

Mere dil ki jwala to us din bujhegi
Mere dil ki jwala to us din bujhegi
Jis din sitamghar ki hasti mitegi
Bade zulm zalim ne dhaye jaha par
Kahi naujawano ko chhoda mitakar
Kahi naujawano ko chhoda mitakar
Wo zalim to duniya mein
Badnam hua hain
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hain
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hain
Har mehfil mein
Mera darza aam hua hain
Ha saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hain
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hain
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hain
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hain
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hain
Saher ki har galiyon mein
Mera naam hua hain.

Har Mehfil Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download