Hawa Khamosh Hai Lyrics - Lata Mangeshkar

Hawa Khamosh Hai lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Sunehre Kadam (1966). Hawa Khamosh Hai soundtrack was composed by Bulo C. Rani, Mohinder Singh Sarna with lyrics written by Mahendra Pran.

Hawa khamosh hai, aur chup hain sitare
Sisak kar so gaye hain armaan  hamare

Na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se
Na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se
Bhari bahaar mein hun dur aashiyane se
Bhari bahaar mein hun dur aashiyane se
Na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se

bharatlyrics.com

Kusur unaka, na merii khata
Na duniyaa ki, na duniyaa ki
Mit gayi khud hi mein, mitane ke ik bahane se
Mit gayi khud hi mein, mitane ke ik bahane se
Na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se
Na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se

Bujhi na pyaas meri, bujhi na pyaas merii
Pi ke dekh li har shai, pi ke dekh li har shai
Pyaasi hi laut chali main bhare maikhane se
Pyaasi hi laut chali main bhare maikhane se
Na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se
Bharii bahaar men hun dur aashiyane se
Na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se.

Hawa Khamosh Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download