Hona Tha Jo Ho Gaya Lyrics - Kumar Sanu, Sadhana Sargam

Hona Tha Jo Ho Gaya lyrics, the song is sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam from Badmaash (1998). Hona Tha Jo Ho Gaya Love soundtrack was composed by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) with lyrics written by Satish.

Hona tha jo ho gaya hai,
Khona tha dil kho gaya hai
Hona tha jo ho gaya hai,
Khona tha dil kho gaya hai
Ab teri baho mein pyar ki raho mein
Ab teri baho mein pyar ki raho mein
Sare jaha ko bhul jana hai
Hona tha jo ho gaya hai,
Khona tha dil kho gaya hai
Ab teri baho mein pyar ki raho mein
Ab teri baho mein pyar ki raho mein
Sare jaha ko bhul jana hai
Hona tha jo ho gaya hai,
Khona tha dil kho gaya hai

Hai jab tak ye jaa mere meharba,
Kasam pyar ki tera sath ho
Hai jab tak ye jaa mere meharba,
Kasam pyar ki tera sath ho
Ye wada karo wafa me sada
Labo pe tere meri bat ho
Eye jane jigar mere hamsafar
Tu mere jine ka bahana hai
Hona tha jo ho gaya hai,
Khona tha dil kho gaya hai
Ab teri baho mein pyar ki raho mein
Sare jaha ko bhul jana hai
Hona tha jo ho gaya hai,
Khona tha dil kho gaya hai

bharatlyrics.com

Har ek arzu hai puri hui
Chalo pyar ka fasana likhe
Har ek arzu hai puri hui
Chalo pyar ka fasana likhe
Mujhe pyar ki deewani sanam
Tujhe pyar ka deewana likhe
Kisi ne kabhi kahi na
Suni aisi kahani ban jana hai
Hona tha jo ho gaya hai,
Khona tha dil kho gaya hai
Ab teri baho mein pyar ki raho mein
Sare jaha ko bhul jana hai
Hona tha jo ho gaya hai,
Khona tha dil kho gaya hai
Hona tha jo ho gaya hai,
Khona tha dil kho gaya hai.

Hona Tha Jo Ho Gaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Hona Tha Jo Ho Gaya is from the Badmaash (1998).

The song Hona Tha Jo Ho Gaya was sung by Kumar Sanu and Sadhana Sargam.

The music for Hona Tha Jo Ho Gaya was composed by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder).

The lyrics for Hona Tha Jo Ho Gaya were written by Satish.

The music director for Hona Tha Jo Ho Gaya is Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder).

The song Hona Tha Jo Ho Gaya was released under the Royal Music.

The genre of the song Hona Tha Jo Ho Gaya is Love.