Hum Hai Deewane Lyrics - Sadhana Sargam, Udit Narayan

Hum Hai Deewane lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam, Udit Narayan from Kismat (1995). Hum Hai Deewane Romantic soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Sameer.

Hum hai deewane
Koi na jaane chup na rahenge
Sab se kahenge
Wade na todenge
Nibhayenge wafa ki saari rasme
Kiya hai humne pyar kiya hai
Dilo ne iqraar kiya hai
Kiya hai humne pyar kiya hai
Dilo ne iqraar kiya hai

Hum hai deewane
Koi na jane chup na rahenge
Sab se kahenge
Wade na todenge
Nibhayenge wafa ki sari rasme
Kiya hai humne pyar kiya hai
Dilo ne iqraar kiya hai
Kiya hai humne pyar kiya hai
Dilo ne iqraar kiya hai

bharatlyrics.com

Bag mein gulab kahi aisa nahi ke
Dil ruba savab kahi aisa nahi
Yar mujhe dildar tere jaisa mila
Rup mera rang mera aisa khila
Bag me gulab kahi aisa nahi ke
Dil ruba savab kahi aisa nahi
Yar mujhe dildar tere jaisa mila
Rup mera rang mera aisa khila
Har hasi chij se khub surat hai tu
Ek tamnna hai tu rk jarurt hai tu
Aaj jo kaha hai kaha hai kabhi
Na kaha
Tune hi bekrar kiya hai
Dilo ne iqraar kiya hai
Kiya hai humne pyar kiya hai
Dilo ne iqraar kiya hai

Khwab tera jan meri
Aankho mein hai ishk ka
Tufan meri saanso mein hai
Solva ye sal tera mere liye
Husn be misal tera mere liye
Khvab tera jan meri
Aankho me hai ishk ka
Tufan meri saanso mein hai
Solva ye sal tera mere liye
Husn be misal tera mere liye
Din gujrta nahi rat kat ti nahi
Tere chehre se kyo

Aankhe hat ti nahi
Sun jara deewane deewane deewane
Bekhabar tera hi intezar kiya hai
Dilo ne iqraar kiya hai
Kiya hai humne pyar kiya hai
Dilo ne iqraar kiya hai
Hum hai deewane
Koi na jane chup na rahenge
Sab se kahenge
Vade na todenge
Nibhayenge wafa ki sari rasme
Kiya hai humne pyar kiya hai
Dilo ne iqraar kiya hai
Kiya hai humne pyar kiya hai
Dilo ne iqraar kiya hai.

Hum Hai Deewane Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download