Hum Tohre Saiya Hai Lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar

Hum Tohre Saiya Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Meraa Dost Meraa Dushman (1984). Hum Tohre Saiya Hai Festivals soundtrack was composed by with lyrics written by .

Hum tohre saiya hai hum tohre saiya
Hum tohre saiya hai hum tohre saiya
Saiya to baiya marodenge
Kal tujhe chhod diya
Kal tujhe chhod diya
Aaj magar nahi chodenge
Kaise bedardi se aankh ladi re
Kaise bedardi se aankh ladi re
Ram kasam mushkil me jan padi re
Kaise bedardi se aankh ladi re
Ram kasam mushkil mein jaan padi re

Main resham ki najuk si dori
Mose na kar
Ho mose na kar jora jori
Mose na kar jora jori
Aisi najuk thi to gori
Pyar kiya kyun chori chori
Ye ho gayi mujhse bhool badi re
Ye ho gayi mujhse bhool badi re
Ram kasam mushkil mein jaan padi re
Kaise bedardi se aankh ladi re
Ram kasam mushkil mein jaan padi re

Khul ke bikhri jo zulf teri
Din mein ho gayi raat andheri
Din mein ho gayi raat andheri
Dekh kalai chhod de meri
Meri dekh kalai chhod de meri
Ya kahti hu
Kate chubhoye phoolo ki chadi re
Kate chubhoye phoolo ki chadi re
Ram kasam mushkil mein jaan padi re
Kaise bedardi se aankh ladi re
Ram kasam mushkil me jan padi re

bharatlyrics.com

Bato mein na bat chupa de
Bato mein na bat
Kya marzi hai saaf batade
Kya marzi hai saaf
Mere tan ki pyas mita de
Mere tan ki pyas mita de
Mere dil ki aag bujha de
Lau kaha se main sawan ki jhadi re
Lau kaha se main sawan ki jhadi re
Ram kasam mushkil me jan padi re
Kaise bedardi se aankh ladi re
Ram kasam mushkil mein jan padi re
Ram kasam mushkil mein jan padi re.

Hum Tohre Saiya Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download