Husn Ka Garoor Lyrics - Lata Mangeshkar, Shiv Dayal Batish

Husn Ka Garoor lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Shiv Dayal Batish from Surajmukhi (1950). The music of Husn Ka Garoor Happy track is composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish while the lyrics are penned by Abid Gulrez.

Husn ka garoor
Buri baat hai huzoor
Husn ka garoor
Buri baat hai huzoor
Buri baat hai huzoor

bharatlyrics.com

Lahko duaye mang ke
Yeh din bulaye hai
Mushkil se aaj aap
Mere paas aaye hai
Paas aaye hai
Lahko duaye mang ke
Yeh din bulaye hai
Mushkil se aaj aap
Mere paas aaye hai
Paas aaye hai
Phir bhi dur dur
Buri baat hai huzoor
Phir bhi dur dur
Buri baat hai huzoor
Husn ka garoor
Buri baat hai huzoor
Baat hai huzoor

Be pair ki yu udane se
Baaz aaiye
Jhuti na humse yu is
Tarah baate banaiye
Baate banaiye
Be pair ki yu udane se
Baaz aayiye
Jhuti na humse yu is
Tarah baate banaiye
Baate banaiye
Hai jhuth kya zaroor
Buri baat hai huzoor
Hai jhuth kya zaroor
Buri baat hai huzoor
Husn ka garoor
Buri baat hai huzoor
Buri baat hai huzoor

Dil tumpe jaan deta hai
Karta hai tumse pyar
Gham mein tumhare rahta hai
Har waqt bekarar
Dil tumpe jan deta hai
Karta hai tumse pyar
Gham mein tumhare rahta hai
Har waqt bekarar
Har waqt bekarar
Is dil ka hai kasur
Buri bat hai huzoor
Is dil ka hai kasur
Buri bat hai huzoor
Husn ka garoor
Buri baat hai huzoor
Buri baat hai huzoor

Dil ko hai dil se rahat
To sab jaan jayega
Aapas ki baat chit hai
Yeh man jayega
Yeh man jayega
Dil ko hai dil se rahat
To sab jan jayega
Aapas ki baat chit hai
Yeh man jayega
Yeh man jayega
Jhagda hai kya zaroor
Buri bat hai huzoor
Jhagda hai kya zaroor
Buri bat hai huzoor
Husn ka garoor
Buri baat hai huzoor
Buri baat hai huzoor.

Husn Ka Garoor Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download