Idhar Chala Main Udhar Chala Lyrics - Alka Yagnik, Udit Narayan

Idhar Chala Main Udhar Chala lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Koi... Mil Gaya (2003). Idhar Chala Main Udhar Chala Rain, Romantic soundtrack was composed by Rajesh Roshan with lyrics written by Ibrahim Ashq.

Idhar chala main udhar chala,
Jane kahan main kidhar chala
Idhar chala main udhar chala,
Jane kahan main kidhar chala
Arre phisal gaya, yeh tu ne kya kiya
Idhar chali main udhar chali,
Jane kahan main kidhar chali
Idhar chali main udhar chali,
Jane kahan main kidhar chali
Arre phisal gayi, le tere sang ho chali

bharatlyrics.com

Nazar yeh kiski hume lagi
Nazar yeh kiski hume lagi,
Ke chalte chalte phisal gaye
Hasi hasi mein yeh kya hua, hum badal gaye
Nazar yeh kiski hume lagi,
Ke chalte chalte phisal gaye
Hasi hasi mein yeh kya hua, hum badal gaye
Kyon badal gaye, hum badal gaye
Idhar chala main udhar chala,
Jane kahan main kidhar chala
Idhar chala main udhar chala,
Jane kahan main kidhar chala
Arre phisal gaya, yeh tu ne kya kiya

Tum itne bhole ho kis liye, tum itni aachi ho is liye
Kyon achchi ho yeh batao tum, kyon batao main
Tum itne bhole ho kis liye, tum itni aachi ho is liye
Kyon achchi ho yeh batao tum, kyon batao main
Kuch batao na, kyon batao main
Idhar chali main udhar chali,
Jane kahan main kidhar chali
Idhar chali main udhar chali,
Jane kahan main kidhar chali
Arre phisal gayi, le tere sang ho chali
Idhar chala main udhar chala,
Jane kahan main kidhar chala
Idhar chala main udhar chala,
Jane kahan main kidhar chala
Arre phisal gaya, yeh tu ne kya kiya
Main tere sang ho chali, yeh tu ne kya kiya
Main tere sang ho chali.

Idhar Chala Main Udhar Chala Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download