Ik Ladki Ne Mujhpe Jadu Kiya Lyrics - Abhijeet Bhattacharya, Anuradha Paudwal, Sonu Nigam

Ik Ladki Ne Mujhpe Jadu Kiya lyrics, the song is sung by Abhijeet Bhattacharya, Anuradha Paudwal, Sonu Nigam from Muqabla (1993). Ik Ladki Ne Mujhpe Jadu Kiya Festivals soundtrack was composed by Dilip Sen, Sameer Sen with lyrics written by Nawab Arzoo.

Rang rangake bhang chadake
Naina ho gaye char
Bich bajariya kho gaya manwa
Dhund ke la de yaar
Chori chori mera dil le liya
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin

Tune kiya ho maine kiya
Ha ha maine kiya
Dil deke badle me dil le liya
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin

Indar danush ke rango se mai
Teri mang saja du
Teri rah me mere humdum
Pyar ke deep jala du
Aankho me rahta tha kajal sajan
Ab to rahta hai chehra tera
Ye sath apna rahe har janam
Maine mangi hai rab se dua
Aankho me rahta tha kajal sajan
Ab to rahta hai chehra tera
Ye sath apna rahe har janam
Maine mangi hai rab se dua
Ninde gayi mera chain gaya
Haye chain gaya
Rah rah ke dhadke hai mera jiya
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin

bharatlyrics.com

Ek ladki ne mujhpe jadu kiya
Haye jadu kiya
Chori chori mera dil le liya
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin.

Ik Ladki Ne Mujhpe Jadu Kiya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download