Imaan Tu Lyrics - Ankit Tiwari

LYRICS OF IMAAN TU: The song is sung by Ankit Tiwari from Gk Music. IMAAN TU is a Sad song, composed by Aamir Ali, with lyrics written by Surveen Kaur. The music video of the track is picturised on Paras Bhushan Kalnawat and Aditi Bhudhathoki.

Imaan Tu Lyrics

Meri shab subah meri
Tumse hain tumse hai
Meri jaan saans meri
Tumse hai tumse hai

bharatlyrics.com

Tumhein rakhta hoon main
Dil ke markaz mein
Tum rava rehti ho
Meri nas nas mein

Laazmi hai tere bin mar jaana
Mere har marj ki dava tumse hai

Mera dil tu emaan tu
Meri zameen aasmaan tu
Mere din tu emaan tu
Meri zameen aasmaan tu

Piya re piya re
Piya re piya re

Jeene ki ibteeda
Jab se mile ho tabhi se hui
Chaht ki inteha
Itni pehle kabhi na hai

Teri talab hai ab zindagi ko meri
Ek darja mila hai
Mujhe aashiqui main teri

Tumhein rakhta hoon main
Dil ke markaz mein
Tum rava rehti ho
Meri nas nas mein

Laazmi hai tere bin mar jaana
Mere har marj ki dava tumse hai

Mera dil tu emaan tu
Meri zameen aasmaan tu
Mera din tu emaan tu
Meri zameen aasmaan tu

Mera dil tu emaan tu
Meri zameen aasmaan tu
Mera din tu emaan tu
Meri zameen aasmaan tu

Piya re piya re

Imaan Tu Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download