Ishq Aur Pyaar Ka Lyrics - Altaf Raja

Ishq Aur Pyaar Ka lyrics, the song is sung by Altaf Raja from Shapath (1997). Ishq Aur Pyaar Ka Happy soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Sameer.

Ishq aur pyaar ka maza lijiye
Ishq aur pyaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Dil-e-bekaraar ka maza lijiye
Dil-e-bekaraar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Maza lijiye maza lijiye maza lijiye
Maza lijiye maza lijiye maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye oo..

Bekhyaal ho gaye hain
Hosh mein na laaiye
Aaiye kareeb aake
Aankhon se pilaaiye
Oo bekhyaal ho gaye hain
Hosh mein na laaiye
Aaiye kareeb aake
Aankhon se pilaaiye
Aap bhi bhi khumaar ka
Aap bhi bhi khumaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye oo..

Thoda intezaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Maza lijiye maza lijiye maza lijiye
Maza lijiye thoda intezaar ka maza lijiye oo

bharatlyrics.com

Aadhi raat dhal chuki hai
Chandni jawaan hai
Koi badahavaas hai to
Koi badagumaan hai
Oo aadhi raat dhal chuki hai
Chandni jawaan hai
Koi badahavaas hai to
Koi badagumaan hai
Husn ke nikhara ka
Husn ke nikhara ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Maza lijiye maza lijiye maza lijiye
Maza lijiye thoda intezaar ka maza lijiye oo

Mastiyan hain bekhudi hai
Chaahaton ka jaam hai
Na to koi bebasi hai
Na to koi kaam hai
Oo mastiyan hain bekhudi hai
Chaahaton ka jaam hai
Na to koi bebasi hai
Na to koi kaam hai
Din hai aitbar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Maza lijiye maza lijiye maza lijiye
Maza lijiye thoda intezaar ka maza lijiye oo.

Ishq Aur Pyaar Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download