It Jaaye Ut Jaaye Nazariya Doley Ri Lyrics - G. M. Durrani

It Jaaye Ut Jaaye Nazariya Doley Ri lyrics, the song is sung by G. M. Durrani from Sharda (1942). It Jaaye Ut Jaaye Nazariya Doley Ri Playful soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).

It jaaye ut jaaye nazariya doley ri
It jaaye ut jaaye nazariya doley ri
Ghadi ghadi chanchal man se kuchh
Ghadi ghadi chanchal man se kuchh
Dheere dheere boley ri boley ri
It jaaye ut jaaye nazariya doley ri

Man ka mandir sunaa paya
Bhaagya ne baazaar lagaya
Man ka mandir sunaa paya
Bhaagya ne baazaar lagaya
Rang birange thakur hain sab
Rang birange thakur hain sab
Jo lena hai wo le ri
Jo lena hai wo le ri
It jaaye ut jaaye nazariya doley ri

bharatlyrics.com

Ek taraf maaya uskaaye
Duji auor man jaaye
Ek taraf maaya uskaaye
Duji auor man jaaye
Man ki dori man ko dekar
Man ki dori man ko dekar
Chal de hauley hauley ri
Chal de hauley hauley ri
It jaaye ut jaaye nazariya doley ri
It jaaye ut jaaye nazariya doley ri.

It Jaaye Ut Jaaye Nazariya Doley Ri Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download