Jaa Raha Hai Kaarwaan Lyrics - Khan Mastana, Zohrabai Ambalewali

Jaa Raha Hai Kaarwaan lyrics, the song is sung by Khan Mastana, Zohrabai Ambalewali from Laila Majnu (1945). Jaa Raha Hai Kaarwaan Playful soundtrack was composed by Govind Ram, Rafiq Ghaznavi with lyrics written by Tanvir Naqvi.

Jaa raha hai kaarwaan
Ye zindagi ka kaarwaan
Jaa raha hai karwaan
Ye zindagi ka kaarwaan
Ye zindagi ka kaarwaan
Ye zindagi ka kaarwaan
Ye zindagi ka kaarwaan
Ye zindagi ka kaarwaan

Aaj yahaan kal wahaan
Zindagi ka kaarwaan
Ye zindagi ka kaarwaan
Aaj yahaan kal wahaan
Zindagi ka kaarwaan
Ye zindagi ka kaarwaan
Jaa raha hai kaarwaan
Ye zindagi ka kaarwaan
Jaa raha hai kaarwaan
Ye zindagi ka kaarwaan

Aayi ab guzar gayin
Manzilon pe manzilen
Manzilon pe manzilen
Aayi ab guzar gayin
Manzilon pe manzilen
Manzilon pe manzilen
Phir bhi hai rawaan dawaan
Ye zindagi ka kaarwaan
Phir bhi hai rawaan dawaan
Ye zindagi ka kaarwaan
Aaj yahaan kal wahaan
Zindagi ka kaarwaan
Ye zindagi ka kaarwaan
Aaj yahaan kal wahaan
Zindagi ka kaarwaan
Ye zindagi ka kaarwaan
Ja raha hai kaarwaan
Ye zindagi ka kaarwaan
Ja raha hai kaarwaan
Ye zindagi ka kaarwaan

bharatlyrics.com

Kaise kaise log yahaan aaye
Aake chal diye
Aaye aake chal diye
Is jahaan mein chand roz
Dil laga ke chal diye
Dil laga ke chal diye
Kaise kaise log yahaan aaye
Aake chal diye
Dasht hai majnu nahin ee ee
Dasht hai majnu nahin
Mehmil to hai laila kahaan
Mehmil to hai laila kahaan
Mehmil to hai laila kahaan.

Jaa Raha Hai Kaarwaan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download