Jaan Mein Hai Jaan Jab Tak Lyrics - Alka Yagnik, Sadhana Sargam

Jaan Mein Hai Jaan Jab Tak lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Sadhana Sargam from Geeta Ki Saugandh (1988). Jaan Mein Hai Jaan Jab Tak Romantic soundtrack was composed by Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman) with lyrics written by Mahendra Dehlvi.

Jaan mein hain jaan jab tak
Dham mein jab tak dham rahe
Jaan mein hain jaan jab tak
Dham mein jab tak dham rahe

Tab talak ah dost apni dosti kayam rahe
Tab talak ah dost apni dosti kayam rahe
Jaan mein hain jaan mein hain

Humne jine ka andaaz paya yaar se
Pyar jitna bhi kamaya khamaya hain yaar se
Haath duniya se milaya dil milaya yaar se

Ab na karna tu jhuda oh khuda yaar se
Aa gaya hain yaar kah do
Ab na dil mein gham rahe

Tab talak ah dost apni dosti kayam rahe
Tab talak ah dost apni dosti kayam rahe
Jaan mein hain jaanjaan mein hain jaan

Ye dua hai yaar apna sath chuthe na kabhi
Chahe tute aasma yaari na tute kabhi
Iss jahan mein koi apna pyar na lute kabhi
Rab agar ruthe to ruthe yaar na ruthe kabhi
Yaar ke didar ki chahat hume har dham rahe

bharatlyrics.com

Tab talak ah dost apni dosti kayam rahe
Tab talak ah dost apni dosti kayam rahe
Jaan mein hain jaan jab tak
Dham mein jab tak dham rahe

Jaan mein hain jaan jab tak
Dham mein jab tak dham rahe
Tab talak ah dost apni dosti kayam rahe
Tab talak ah dost apni dosti kayam rahe

Dosti kayam rahedosti kayam rahe
Dosti kayam rahr
Dosti kayam rahedosti kayam rahe.

Jaan Mein Hai Jaan Jab Tak Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download