Kasam Hai Yeh Lyrics - Sadhana Sargam

Kasam Hai Yeh lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam from Geeta Ki Saugandh (1988). The music of Kasam Hai Yeh Dance track is composed by Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman) while the lyrics are penned by Mahendra Dehlvi.

Aa gayi nagin samne tere
Bach na sakega ab tu sapere
Kasam hai ye iss nagin ki
Kair nahin ab dushman ki

Aa gayi nagin samne tere
Bach na sakega ab tu sapere
Kasam hai ye iss nagin ki
Kair nahin ab dushman ki

Tujhme itna dham nahin
Jo samne mere thahre
Aaj mai dhas ke jaungi
Tu lakh laga le pahare

Sun le jara nadan sapere
Mere ye badan hain zahar se bara
Marne ke din aa gaye tere
Jantar mantar chodh sapere
Kasam hai ye iss nagin ki
Khair nahin ab dushman ki

Aa gayi nagin saamne tere
Bach na sakega ab tu sapere
Kasam hai ye ish nagin ki
Kair nahin ab dushman ki

Le ke badala chodhti hai
Jo apne dushman se
Dushmani ki hai sapere
Tune ush naagin se
Sun le jara nadan sapere
Ab tera anjaam hoga bura

bharatlyrics.com

Naag mani jo paas hai
Tere le jayenge aaj lutere
Kasam hai ye iss nagin ki
Kair nahin ab dushman k

Aa gayi nagin samne tere
Bach na sakega ab tu sapere
Kasam hain ye iss nagin ki
Khair nahin ab dushman ki
Kasam hain ye ish nagin ki
Kair nahin ab dushman ki.

Kasam Hai Yeh Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download