Jaana Lyrics - Kavita Krishnamurthy, Sonu Nigam

Jaana lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, Sonu Nigam from Pyaar Tune Kya Kiya... (2001). Jaana Love soundtrack was composed by Sandeep Chowta with lyrics written by Nitin Raikwar.

Mujhko khuda ne de diya
Pyaar tere jo saathiya
Maano jaise mil gaya
Hai jannat ka rasta
Main chalti thi raaste
Ek manzil ke waaste
Tujhse milke yun laga
Jana mujhko hai kahan
Hum dono ko milna tha jaana
Pyaar yun hi khilna tha jaana
Meri aankhon mein teri
Saason mein bas tu hi hai jaana
Mujhko khuda ne de diya
Pyaar tere jo saathiya
Maano jaise mil gaya
Hai jannat ka rasta
Main chalti thi raaste
Ek manzil ke waaste
Tujhse milke yun laga
Jana mujhko hai kahan

bharatlyrics.com

Tu rahe to rahe meri
Zindagi kehta hoon rab se
Sang tere bitaoon mein
Har khushi ab se yahin se
Tera naam meri
Zubaan se na jaaye
Jo tu na rahe to
Meri jaan jaaye
Meri aankhon mein
Meri hi saason mein
Bus tu hi hai jaana
Mujhko khuda ne de
Diya pyaar tere jo saathiya
Maano jaise mil gaya
Hai jannat ka rasta
Main chalti thi raaste
Ek manzil ke waaste
Tujhse milke yun laga
Jana mujhko hai kahan

Faasle ho rahe hai kam
Jaaneman bas ek pal mein
Ek jaan ban gaye hai
Yeh do badan bas ek pal mein
Yeh jo bhi nasha
Hai bada hi maza hai
Yahan dhadkano ke
Yehi to sada hai
Meri aankhon mein meri hi
Saason mein bus tu hi hai jaana
Mujhko khuda ne de diya
Pyaar tere jo saathiya
Maano jaise mil gaya
Hai jannat ka rasta
Main chalti thi raaste
Ek manzil ke waaste
Tujhse milke yun laga
Jana mujhko hai kahan
Hum dono ko milna
Tha jaana pyaar yun
Hi khilna tha jaana
Meri aankhon mein
Teri saason mein
Bas tu hi hai jaana
Mujhko khuda ne de diya
Pyaar tere jo saathiya
Maano jaise mil gaya
Hai jannat ka rasta
Main chalti thi raaste
Ek manzil ke waaste
Tujhse milke yun laga
Jana mujhko hai kahan
Maano jaise mil gaya
Hai jannat ka rasta
Tujhse milke yoon laga
Manzil meri hai yahan.

Jaana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download