Jaane Jaan Duniya Se Na Darr Lyrics - Kishore Kumar

Jaane Jaan Duniya Se Na Darr lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Jaan-E-Jaan (1985). The music of Jaane Jaan Duniya Se Na Darr Masti track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta).

Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye
Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye
Zindgani se pyar kar
Aaja zara bas ho jaye
Zindgani se pyar kar
Aaja zara bas ho jaye

Chaar din ki zindagi mein tu
Pyar ka tu le maja
Chaar din ki zindagi mein tu
Pyar ka tu le maja
Pyar bin mar mar ke jeena
Zindagi hain ya saja
Ho suru ek naya safar
Aaja zara bas ho jaye
Ho suru ek naya safar
Aaja zara bas ho jaye

bharatlyrics.com

Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye
Zindgani se pyar kar
Aaja zara bas ho jaye

Is nashile jar mein na
Bebasi se kam le
Is nashile jar mein na
Bebasi se kam le
Jaam to usko milega
Badhke jo bhi thaam le
Kah rahi hain har ek nazar
Aaja zara bas ho jaye
Kah rahi hain har ek nazar
Aaja zara bas ho jaye
Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye.

Jaane Jaan Duniya Se Na Darr Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download