Tere Bina Kabhi Ek Pal Lyrics - Asha Bhosle

Tere Bina Kabhi Ek Pal lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Jaan-E-Jaan (1985). Tere Bina Kabhi Ek Pal Happy soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta).

Tere bina raha na jaye
Tere bina raha na jaye

bharatlyrics.com

Tere bina ab ek pal raha jaye na
Tu hain dhadkan mere dil ki
Tu hain dhadkan mere dil ki
Dil ki tu hain dhadkan
Tere bina ab ek pal raha jaye na
Tu hain dhadkan mere dil ki
Tu hain dhadkan mere dil ki
Tu hain dhadkan

Pahle kabhi to aisa hua nahin
Sajan kaise ab tujhko batau main
Hone laga jo ab mere dil mein
Kahte hue bhi sharmau main
Pahle kabhi to aisa hua nahin
Sajan kaise ab tujhko batau main
Hone laga jo ab mere dil mein
Kahte hue bhi sharmau main
Mere pyar ki tu bahar hai
Tere bina ab ek pal raha jaye na
Tu hain dhadkan mere dil ki
Tu hain dhadkan mere dil ki
Dil ki tu hain dhadkan

Kabhi tune ha mujhe sama kaha
To kabhi aaya khud ban parwana
Jalti rahi main tere liye sajna
Chaha nahin tujhko jalana
Kabhi tune ha mujhe sama kaha
To kabhi aaya khud ban parwana
Jalti rahi main tere liye sajna
Chaha nahin tujhko jalana
Meri zindagi tera pyar hain
Tere bina ab ek pal raha jaye na
Tu hain dhadkan mere dil ki
Tu hain dhadkan mere dil ki
Dil ki tu hain dhadkan
Tere bina.

Tere Bina Kabhi Ek Pal Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download