Jaane Yeh Kya Lyrics - Sonu Nigam

Jaane Yeh Kya lyrics, the song is sung by Sonu Nigam from Oops! (2003). Jaane Yeh Kya Sad soundtrack was composed by Ravi Pawar with lyrics written by Ajay Jhingran.

Jaane yeh kya ho raha hai
Yeh dil kaha kho raha hai
Socha na tha khwabo mein jo
Sachmuch mein wo ho raha hai
Sulge hai armaan jaga hai toofan
Sara jahan so raha hai
Sulge hai armaan jaga hai toofan
Sara jahan so raha hai
Jaane yeh kya ho raha hai
Yeh dil kaha kho raha hai

bharatlyrics.com

Sacha hai jutha hai
Yeh rista kaisa hai
Darta bhi hai dil magar
Darr darr ke kehta hai
Bandho na dil ko
Roko na khud ko
Hone jo ho raha hai
Ab zindagi meri tum ho
Ab bandagi meri tum ho
Dhadkan mere dil ki tum ho
Ab har khushi meri tum ho

Sanso ki manzil tum
Jine ka muhasil tum
Tum ek ehsas ho
Pal pal mein samil tum
Lehro mein jiski sapne hi sapne
Aisi nadi meri tum ho
Ab zindagi meri tum ho
Ab bandagi meri tum ho
Dhadkan mere dil ki tum ho
Ab har khushi meri tum ho
Pake jise main bhula hu khud ko
Wo bekhudi meri tum ho
Pake jise main bhula hu khud ko
Wo bekhudi meri tum ho
Jaane yeh kya ho raha hai
Yeh dil kaha kho raha hai
Socha na tha khwabo mein jo
Sachmuch mein wo ho raha hai.

Jaane Yeh Kya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download