Jaanewale Laut Ke Aana lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Jantar Mantar (1964). Jaanewale Laut Ke Aana Sad soundtrack was composed by Sardar Malik with lyrics written by Hasrat Jaipuri.
Jane wale lout ke aana
Lout ke aana jane wale
Jane wale lout ke aana
Lout ke aana jane wale
Chand ka chehra fika pad gaya
Aana aakr fir chamkana
Jane wale
Gam ki ghataye gehri gehri
Aaj hawa bhi thehri thehri
Sans fiza ki dhimi dhimi
Ankh humari bhigi bhigi
Madham tare ashk humare
In ashko ka bhag jagana
Jane wale lout ke aana
Lout ke aana jane wale
Chand ka chehra fika pad gaya
Aana aakr fir chamkana
Jane wale
bharatlyrics.com
Dil ki tamanna dubi dubi
Pyar ki mehfil suni suni
Nind humari ruthi ruhti
Rehne lagi hu khoi khoi
Gum sum hote ban gaye shole
In sholo me phool khilana
Jane wale lout ke aana
Lout ke aana jane wale
Chand ka chehra fika pad gaya
Aana aakr fir chamkana
Jane wale.