Jaaun Kahan Lyrics - Rahat Nusrat Fateh Ali Khan

Jaaun Kahan lyrics, the song is sung by Rahat Nusrat Fateh Ali Khan from Billu (2009). Jaaun Kahan Sad soundtrack was composed by Pritam Chakraborty with lyrics written by Sayeed Quadri.

Kab se usko dhondta hoon,
Bhegi palko se yahan
Ab jane woh kahan hai,
Tha to mera ashiyan
Kab se usko dhondta hoon,
Bhegi palko se yahan
Ab jane woh kahan hai,
Tha to mera ashiyan
Rabba mere mujhko bata,
Haaye de mujhe kyon yeh saza
Ab sare bandhan thod ke,
Yaadon ko tanha chhod ke
Mein ghum se rista jod ke jau kahan
Ab sare bandhan thod ke,
Yaadon ko tanha chhod ke
Mein ghum se rista jod ke jau kahan

Ek chhota ssa jahan,
Chand khushiyon se bhara
Usko mujhse cheen kar hai,
Mil gaya tujhko bhi kya
Ek chhota ssa jahan,
Chand khushiyon se bhara
Usko mujhse cheen kar hai,
Mil gaya tujhko bhi kya
Abb hai fakat sirf jaan,
Kar dun mein woh bhi aata
Ab sare bandhan thod ke,
Yaadon ko tanha chhod ke
Mein ghum se rista jod ke jau kahan
Ab sare bandhan thod ke,
Yaadon ko tanha chhod ke
Mein ghum se rista jod ke jau kahan

bharatlyrics.com

Waqt ke kitne nishaan hai,
Zarei zarei mein yahan
Doston ke saath ke pal,
Kuch hasen kuch gumjyda
Waqt ke kitne nishaan hai,
Zarei zarei mein yahan
Doston ke saath ke pal,
Kuch hasen kuch gumjyda
Sab hua abb to fanna..,
Bas raha baki dhuan..
Ab sare bandhan thod ke,
Yaadon ko tanha chhod ke
Mein ghum se rista jod ke jau kahan
Ab sare bandhan thod ke,
Yaadon ko tanha chhod ke
Mein ghum se rista jod ke jau kahan

Kab se usko dhondta hoon,
Bhegi palko se yahan
Ab jane woh kahan hai,
Tha to mera ashiyan
Rabba mere mujhko bata
Haaye de mujhe kyon yeh saza
Ab sare bandhan thod ke,
Yaadon ko tanha chhod ke
Mein ghum se rista jod ke jau kahan
Ab sare bandhan thod ke,
Yaadon ko tanha chhod ke
Mein ghum se rista jod ke jau kahan
Ab sare bandhan thod ke,
Yaadon ko tanha chhod ke
Mein ghum se rista jod ke jau kahan
Ab sare bandhan thod ke,
Yaadon ko tanha chhod ke
Mein ghum se rista jod ke jau kahan.

Jaaun Kahan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download