Jab Tak Chamke Chand Sitare Lyrics - G. M. Durrani, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

Jab Tak Chamke Chand Sitare lyrics, the song is sung by G. M. Durrani, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Neelam Pari (1952). The music of Jab Tak Chamke Chand Sitare Classical track is composed by Khawaja Khurshid Anwar while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Jab tak chamke chand sitare
Tum ho hamare saiya hum hai tumhare

Apne milan ka sath na chute
Hatho me aake sajni hath na chute

Dil ki lagi me rang dikhaya
Chayi bahar mere nain hase
Aaj khushi me phul khile
Dharti se aakash mila
Or pyar bhare dil ke geet khile
Dil ke dil ke tar mile
Jhum rahe hai mast najare
Rate hamari din bhi hamare
Jab tak chamke chand sitare
Tum ho hamare saiya hum hai tumhare

bharatlyrics.com

Suraj chanda sham sawere
Rat suhani sab hai tere liye
Taro ki jhil mil tere liye
Heere motiu lal jawahir
Rup jawani sab hai tere liye
Or mera dil tere liye
Pyar hamara yad rahega
Geet gayegi dunia hamare
Jab tak chamke chand sitare
Tum ho hamare saiya hum hai tumhare.

Jab Tak Chamke Chand Sitare Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download