Jab Tum Aaoge Sawan Mein Lyrics - Richa

Jab Tum Aaoge Sawan Mein lyrics, the song is sung by Richa from Khwaab (1998). The music of Jab Tum Aaoge Sawan Mein Ghazal track is composed by K. S. Narula while the lyrics are penned by Aruna Nazar.

Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Barsoge tum jis aangan mein
Aagan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga

bharatlyrics.com

Madhuban mein harroj bahare
Aati hain aur jaati hain
Madhuban mein harroj bahare
Aati hain aur jaati hain
Aaoge jab tum madhuban mein
Madhuban kitna achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein

Darpan mujhko dikhlata hain
Prati din mere chehre ko
Darpan mujhko dikhlata hain
Prati din mere chehre ko
Aaoge jab tum darpan mein
Darpan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein

Jiske sundar daaman ke aage
Chaand sitare sarma jaaye
Jiske sundar daaman ke aage
Chaand sitare sarma jaaye
Nazar pade jab unka darshan
Darshan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Barsoge tum jis aangan mein
Aagan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein.

Jab Tum Aaoge Sawan Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download